Top 50+ khubsurat pyar wali shayari


 Kitni ajeeb baat hai na,
Na vivah, Na Fere hai,
      Fir v hum tere hai.🙇‍♂🫂


tumhara gham ka taqaza kon kare,
Jo seh liya hai uski fariyad kon kare,
Kahaniyon main basa liya hai maine dard apna,
Mere junoon ka ab izaafa kon kare


Jo nahi aata uska hi intazar kyo hai,
Kisi ke liye apna yeh haal kyo hai,
Waise to iss duniya me bahut si pyari cheez hai,
Par jo nhi milta us se hi pyar kyo hai


Tu rutha-rutha lagta hai. Koi taqrib bata manane ki,
Main jindagi girvi rakh dunga tu kimat bata manane ki,


Aaj vo mujhe thukra gayi,
Sochta hun kya kami rah gayi meri mohabbat main ,
Waqt ke gujan Jane ke baad samajh aaya,
Use sauda karne ka hunar tha


Chalo na phir se milte hain hum ,
Apni purani sabhi bato ke pahle bar ki tarah milte hai hum,
Fir se pahle jaisa baat hogi ,
Fir se ek naya rishte ki shuruaat hogi,
Ha main fir tumhara naam puchhunga,
Aur tum mere haal puchhna,
Hum hamesha sath rahenge ,
Aisha wada fir se tum mujhse krna




Comments